Mere Saamne Wale Khidki Song Sargam, Notations in Hindi

By
Mere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka Tukda Rehta Hai Full Song Sargam, Notations in Hindi.
Scale F#


Sthayi

Mere Samne Wali, Khidki Mein
स रे ग- स स स​- स नि, ध ध रे रे

Ek Chand, Ka Tukda Rehta Hai
स रे ग स​-, स स स नि ध ध स- स

Mere Samne Wali, Khidki Mein
Ek Chand, Ka Tukda Rehta Hai

Afsos Ye Hai, Ke Wo Humse
प प ग- रे ग​-, स म​- म ग म

Kuch Ukhda Ukhda Rehta Hai
ध ध ध ध नि-, स रे ग रे स​- स स

Mere Samne Wali, Khidki Mein
Ek Chand, Ka Tukda Rehta Hai


Antra 1

Jis Roz Se, Dekha Hai, Usko
स ग प​- प​, ध प म ग रे ग​, म ध प​

Hum Shama Jalana Bhool Gaye
प- रे रे, रे म ग ध प, म ग​- ग ग​

Dil Tham Ke, Aise, Bethe Hain
स ग प- प​, ध प म ग​, रे ग म ध प 

Kahin Aana Jaana Bhool Gaye
प- रे रे, रे म ग ध प, म ग​- ग ग​

Aab Aath Pahar, In Aankhon Mein
स रे नि- नि नि स रे, रे ग म ध प प म​

Wo Chanchal Mukhda Rehta Hai
रे- प​- म​- ग ग रे रे, स​- स स स​

Mere Samne Wali, Khidki Mein
Ek Chand, Ka Tukda Rehta Hai


Sargam of Antra 2 is same as Antra 1

Antra 2

Barsat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye
Par Uski Ek Jhalak Ko Hum
Aye Husn Ke Maalik Taras Gaye
Kab Pyas Bhujegi Aankhon Ki
Din Raat Ye Dukhda Rehta Hai
Mere Samne Wali, Khidki Mein
Ek Chand, Ka Tukda Rehta Hai

Mere Saamne Wali Khidki Mein Harmonium Tutorial




0 Post a Comment:

Post a Comment