Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye Notes Sargam

By
Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye (Slow)
Sa Re Ga(k) Ma Ga Sa Re Sa ni(k) Sa Sa Sa
Tune - ni(k) Sa ni(k) dha(k) ni(k) dha(k) pa Sa-

Sthayi

Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye (x2)
Sa Re Ga(k) Ma Ga Sa Re Sa ni(k) Sa Sa Sa
Pa Ma Ga(k) Ma Pa

Hum Wafa Karke Bhi Tanha Reh Gaye
Pa- Pa Pa Pa Pa Pa Dha Pa Dha(k) Pa Ma Ga(k) Ga(k) Ma Pa Ma Ga(k) Re Sa
Dil Ke Armaan Ansuon Mein Beh Gaye
Sa Re Ga(k) Ma Ga Sa Re Sa ni(k) Sa Sa Sa
Interlude

Sa - - -
Re Ga(k) Ma
Pa Dha(k) Ni
Dha Ni Dha Pa
Ma Ga Re Sa
Sa+Pa Pa Pa

Antara 1 

Zindagi Ek, Pyaas Bankar Reh Gayi
Ga(k) Pa Pa Dha(k) SA SA SA, Ni(k) Dha(k) Dha(k) Pa Pa Ma Pa Pa Dha(k) Pa
Tune - Ni Dha(k) Pa Ma Ga(k) Ma Pa Ma Pa

Zindagi Ek, Pyaas Bankar Reh Gayi
Ga(k) Pa Pa Dha(k) SA SA SA, Ni(k) Dha(k) Dha(k) Pa Pa Ma Pa Pa Dha(k) Pa Ma Ga(k) Re Sa

Pyaar Ke Kisse Adhure Reh Gaye
Sa Re Ga(k) Ma Ga Sa Re Sa ni(k) Sa Sa Sa
Tune - Pa Ma Ga Ma Pa

Hum Wafa Karke Bhi Tanha Reh Gaye
Pa- Pa Pa Pa Pa Pa Dha Pa Dha(k) Pa Ma Ga(k) Ga(k) Ma Pa Ma Ga(k) Re Sa

Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye
Sa Re Ga(k) Ma Ga Sa Re Sa ni(k) Sa Sa Sa


---- Sargam of Antara 2 and 3 is same as Antara 1 ----

Antara 2

Shayad Unka Aakhri Ho Ye Sitam (x2)
Har Sitam Ye Sochkar Hum Seh Gaye (x2)
Hum Wafa Karke Bhi Tanha Reh gaye
Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye

Antara 3

Khud Ko Bhi Humne Mita Dala Magar (x2)
Fansle Jo Darmiyan The Rehgaye (x2)
Hum Wafa Karke Bhi Tanha Rehgaye
Dil Ke Armaan Aansuon Mein Behgaye

Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye.

Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye Harmonium Tutorial


6 comments:

  1. इसमे जो ब्रेकेट में (k) लिखा है उसका क्या मतलब होता है। ये किस लिए प्रयोग होता है।
    आप की वीडियो बहुत सहायक होती है।

    ReplyDelete
  2. You explain very beautifully and with clarity. Thank you so much. May God bless you.

    ReplyDelete
  3. Kya kahne hai aapke. Music sikhne ki ekchha bachpan se thi. Magar socha ki matriculation kar lu to sikhunga taki parhaee me badha na pare. Graduation mei tha to bagal mei hi ek Syed saheb the jo naukri pesha the. Office se aane bad bahar baramde mei baith kar violine bajate the. Maine apni ekchha jahir ki to unhone apna Banjoo diya bajane ke liye. Agle mahine maine ek Banjoo chhota sa 20/-mei kharida 1970-71 ki baat hogi. Mai to chahta tha ki filmy geet sikhaye magar unhe bahut purane geet pata tha jo maine nahi suna tha. Ha,ek popular song sikhay jise mai uss samay ya kafi bad tak nahi suna tha. Gana achha tha ek line sikha (Hame to shame gam mei katni hai zindagi apni-Noorjaha singer). Ek Kafi rag par "Baji baji bansi adhar shyam" Chuki mai riyaj nahi karta tha aage nahi sikha. Lekin kabhi kabhi sur nikalne ki asafal koshish karta hi rahta tha. Banjoo to damave ho gaya tha par maine usse feka nahi.Uske uprant shadi ke bad garhazt jiwan ke uljhan ke dawran bhi tute banjoo se bajane ki koshish karta tha.
    Mere bete ko yah pata tha ki papa ko sangeet se lagaw hai par koi badhya yantra nahi hai. Jab uski naukari software engineer mai hui to usne socha Papa ko pahla gict de aur wadhya yantra se achha kya hoga. Yamha ka piano diya jo karib 8000/-ki thi. Kharid to diya par bajane to nahi aata tha. Kuchh bola to nahi par kaha ki bachan se dekhte the ki aap ek tute banjoo se gane ka sur nikalne ki koshish karte the. Apko jaroor pasand aayega.Beta kbushi to bahut hue par es umar mei ab kya sikhenge es lihaj se ye to para hi rahega. Aise hi para raha. Karib do mahine pahle Bete ne puchha Papa aap Piano bajate hai ki nahi.Bat chit khatam hue par mere dimag mei yah bat aayi ki uske gift ki kadar kar i chahiye. Mai retire kar chuka hue naukari se to mere pas time bitane ka achha jariya hai.Maine notes ki kitab kharidi Station book stall se. Koshish ki par bahut hard laga. Mai ek bat bata du ki etne barso mei mai yada kada banjoo bajata raha. Mujhe lagne laga tha ki thora bahut sur ka gyan ho chala tha. Sur galat lag rahe the yah pata chal jata tha.
    Mai laga raha fir youtube channel search kiya, Jio sim ane ke bad.
    Aapka channel bhi samne aaya. Piano par koshish kiya aapke bataye gaye sargum ki sahayta se. Thori mehnat ke bad 2-3dino mei baja liya. Ab dusra gana bhi try kiya usse bhi ek biginners ki tarah baja paya. Aapke batane ke tarike wajah se hi yah sambhav hua.
    Maine etna bara ek essay ki tarah explain esliye kiya ki meri mari hue ekchha kaise aapke margdarshan mei jiweet ho udhi. Ese sadharan ghatna ka nam nahi diya ja sakta hai.20 baras se 64 barso tak ekchha dabi rabi aur jab anukul watawar mila to ankurit ho uthi. Aapko shahastra bar charan sparsh.

    ReplyDelete
  4. Hindi me notes available karwaeiye na please sir!
    Please sir! Thoda jaldi sir

    ReplyDelete